Top 20 Affiliate Programs Jo Aapko Banaye Passive Income Ka King in 2024


Top 20 Affiliate Programs Jo Aapko Banaye Passive Income Ka King in 2024
Top 20 Affiliate Programs Jo Aapko Banaye Passive Income Ka King in 2024

Affiliate marketing ek simple aur powerful tarika hai online paisa kamane ka. Aapko bas kisi product ya service ko promote karna hota hai, aur jab koi aapke unique link se purchase karta hai, to aapko commission milta hai. Sounds exciting, right? 😍

Aaj ke blog mein mai aapke saath top 20 affiliate programs share kar raha hoon jo aapki earning ko boost kar sakte hain. Chahe aap beginner ho ya experienced, yeh programs sabke liye best hain. Chaleye, shuru karte hain!


Best Affiliate Programs by Category

1. Hosting Programs (Sabse Zyada Demand Wale)

Agar aapka audience bloggers ya website owners hai, to hosting services promote karna ek smart choice hai.

  • Hostinger: Har sale par aapko milega 60% commission. Affordable aur easy to promote.
  • Cloudways: Kamao $30 per sale aur 7% lifetime commission. Yeh long-term income ke liye perfect hai.
  • Kinsta: Premium hosting jo deta hai $500 per sale—yeh high-ticket audience ke liye ideal hai.

2. SEO Tools (Bloggers Aur Agencies Ke Liye Best)

  • SemRush: Har sale pe $200 commission aur har lead ke liye $0.01 milega. Blogging ya business audience ke liye best hai.

3. Grammar Checker (Students Aur Writers Ke Liye)

  • Grammarly: Earn $20 per sale aur $0.20 per lead. Yeh sabhi ke kaam aata hai, isliye easy to sell hai.

4. e-Learning Platforms (Courses Promote Karo Aur Kamao)

  • SkillShare: Earn 40% commission har sale pe. Creative aur educational learners ke liye perfect.
  • PluralSight: Offers 15-50% commission aur har lead pe $5 milta hai. Tech aur business learners ke liye ideal.

5. Marketplace Affiliate Programs (Zyada Audience Ko Target Karein)

  • Amazon Affiliate: Har sale par 1-20% commission. Yeh duniya ka sabse popular program hai.
  • ShareASale: Har sale pe $150 commission aur har lead ke liye $30 milega.
  • Envato Marketplace: Creative templates aur themes ke liye 30% commission milega.

6. Email Marketing Tools (Businesses Aur Bloggers Ke Liye)

  • Constant Contact: Har sale pe $105 commission aur har lead ke liye $5.
  • ConvertKit: Kamao 33% recurring commission—great for creators.
  • Active Campaign: Har sale pe 30% commission.

7. Page Builders Aur Tools (Web Designers Ke Liye Best)

  • Elementor: Har sale pe 50% commission. Yeh popular page builder hai jo easily sell hota hai.
  • Groove: Ek all-in-one tool jo deta hai 40% commission.

8. Webinars Aur Courses (Digital Products Promote Karein)

  • WebinarKit: Har sale pe 50% commission kamao. Live aur automated webinars ke liye best.
  • Teachable: Course creation platform jo deta hai 30% commission for 12 months.
  • Udemy: Offers 10% commission on thousands of courses.

Kaise Choose Karein Best Affiliate Program?

Aapko affiliate program select karte waqt yeh cheezein dhyan mein rakhni chahiye:

  1. Apne Niche Ko Samajhein: Jo audience aapko follow karti hai, unke interest ke hisaab se product choose karein.
  2. High Commission Programs Ko Target Karein: Programs jaise Kinsta, SemRush, aur ShareASale zyada commission dete hain.
  3. Recurring Revenue Wale Options Dekhein: Jaise ConvertKit aur Cloudways, jisme aap lifetime earnings kar sakte ho.

Ab Shuru Karo Apna Affiliate Journey!

Affiliate marketing ek aisi duniya hai jisme mehnat aur smart strategy ke saath aap unlimited income generate kar sakte ho. Aapko bas sahi affiliate programs choose karne hain jo aapke audience ke liye valuable ho.

Ready ho shuru karne ke liye? Niche diye gaye links pe click karo aur apna affiliate journey aaj hi start karo. Agar yeh blog helpful laga, to share karna aur apne comments zarur likhna. Happy earning! 😊

Post a Comment

Previous Post Next Post